Jab Suni Ho Gali by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Verma Malik
Label:Saregama
Genre:Mujra
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Jab Suni Ho Gali lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from The Cheat (1974). Jab Suni Ho Gali Mujra soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Verma Malik.
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se aana aana balam
Jara dhire se
Thodi rat ho dhali hogi khidki khuli
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Log yaha ke bade hi jalim
Bade hai teer andaz
Aashik logo ke kadmo ki
Pahchane aawaz
Log yaha ke bade hi jalim
Bade hai teer andaz
Siti nahi bajana kahi khul na jaye raj
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Sans badake kadam tikake
Meri sidhi chadna
Aajau jab mahfil me to
Fir na tum darna
Sans badake kadam tikake
Meri sidhi chadna
Apni baho me leke tum
Ye nahi kahna ki
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
atozlyric.com
Sar ko tere sine pe rakh kar
Dil tera bahlau
Tere garmi se apna aap jalau
Sar ko tere sine pe rakh kar
Dil tera bahlau
Apne aap se jalkar hi
Mai apni aag bujhau
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jab Suni Ho Gali lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.