Tere Pyaar Mein (Title) by Raj Jain song Lyrics and video

Artist:Raj Jain
Album: Single
Music:Anas Anwar S
Lyricist:Anas Anwar S
Label:Zee Music Company
Genre:Love
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Tere Pyaar Mein (Title) lyrics, the song is sung by Raj Jain from Tere Pyaar Mein (2017). The music of Tere Pyaar Mein (Title) Love track is composed by Anas Anwar S while the lyrics are penned by Anas Anwar S.
Dil ko mili thi raahtein
Aansu bhi tham se gaye
Anjaan the jo rastein
Suljhe se lagne lage
Door mujhse tu kyun ho raha
De du tujhe mein ye jahan
Jabse gaya tu mein fisal raha
Kahin ka bhi na mein raha
Yaha ka raha na vaha ka raha
Jaane kahan ka raha
atozlyric.com
Tere pyaar mein yahan ka raha
Na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar mera tu hi tu
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar bas tu hi tu
Tere pyaar mein yahan ka raha
Na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Dil har pal har pal sochta tha
Teri baatein karta tha yeh aaj bhi ho kal bhi
Bas teri yaadon mein rehta tha
Yeh tu jaane ya na jaane
Kaise tera deewana yeh mera pyaar tu mera yaar tu
Mera pyaar pyaar mera yaar yaar yahan
Sochta na tha
Na jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Parchai mein bas tu hi dikhta hai
Sung mere tu hai
Baatein humari kabhi na hogi purani
Tu abhi bhi mujh mein hai
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar mera tu hi tu
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar bas tu hi tu
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein..
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Tere Pyaar Mein (Title) lyrics in Hindi by Raj Jain, music by Anas Anwar S. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.