Bahut Mukhtasar Hai by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Feroz Nizami |
Lyricist: | Tanvir Naqvi |
Label: | Columbia Records |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bahut Mukhtasar Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Sharbati Aankhen (1945). Bahut Mukhtasar Hai Happy soundtrack was composed by Feroz Nizami with lyrics written by Tanvir Naqvi. Bahut mukhtasar hai Bahut mukhtasar hai Hamari kahani Jawani mohabbat Mohabbat jawani Bahut mukhtasar hai Bahut mukhtasar hai Hamari kahani Mohabbat se aabad hai zindgani Mohabbat se aabad hai zindgani Yahi hai yahi zindagi ki kahani Jawani mohabbat Mohabbat jawani Bahut mukhtasar hai Bahut mukhtasar hai Hamari kahani Kahu tumko kya Mujhko ulfat hai tumse Ke yeh baat bhi Ho chuki hai purani purani Jawani mohabbat Mohabbat jawani Bahut mukhtasar hai Bahut mukhtasar hai Hamari kahani atozlyric.com Na jaane teri baat kyu manta hai Na jaane teri baat kyu manta hai Mere dil ne meri to ek bhi mani Mere dil ne meri to ek bhi mani Kuch bhi na mani Jawani mohabbat Mohabbat jawani Bahut mukhtasar hai Bahut mukhtasar hai Hamari kahani Tumhari kasam hai Tumhari badaulat Tumhari kasam hai Tumhari badaulat Mujhe mil gayi hai nayi zindgani Jawani mohabbat Mohabbat jawani Bahut mukhtasar hai Bahut mukhtasar hai Hamari kahani. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bahut Mukhtasar Hai lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Feroz Nizami. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.