Tajdar-E-Haram by Atif Aslam, Sabri Brothers song Lyrics and video
Artist: | Atif Aslam, Sabri Brothers |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Strings (Band) |
Lyricist: | |
Label: | Coke Studio |
Genre: | Folk |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tajdar-E-Haram lyrics, the song is sung by Atif Aslam, Sabri Brothers from Coke Studio Pakistan – Season 8 (2015). Tajdar-E-Haram Folk soundtrack was composed by Strings (Band) with lyrics written by . Qismat men meri chain se jeena likh de Doobe naa kabhi mera safeena likh de Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye Ay kaatib e taqdeer madeena likh de Taajdaar e haram ho nigaah e karam Taajdaar e haram ho nigaah e karam Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaen ge Haami ye bekasaan kya kahega jahaan Haami ye bekasaan kya kahega jahaan Aap ke dar se khaali agar jaaenge Taajdaar e haram Taajdaar e haram atozlyric.com Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham Ho nigaah e karam warna chaukhat pe ham Ho nigaah e karam warna chaukhat pe ham Aap ka naam le le ke mar jaaenge Taajdaar e haram Taajdaar e haram Kya tumse kahoon ay arab ke kunwar Um jaante ho man ki batiyaan Dar furqat e to ay ummi laqab Kaate nah kate hain ab ratiyaan Tori preet mein sudh budh sab bisri Kab tak yih rahegi be-khabari Gaahe ba-figan duzdeedah nazar Kabhi sun bhi to lo hamri batiyaan Aap ke dar se koyi na khaali gaya Aap ke dar se koyi na khaali gaya Aap ke dar se koyi na khaali gaya Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya O..apne daaman ko bhar ke sawaali gaya Ho habeeb e hazeen Ho habeeb e hazeen par bhi aaqa nazar Warna auraaq e hasti bikhar jaaenge Ho habeeb e hazeen par bhi aaqa nazar Warnah auraaq e hasti bikhar jaaen ge Taajdar e haram Taajdar e haram Mai-kasho aao aao madeene chalein Madeene chalen, Madeene chalen, madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen Madeene chalen, Madeene chalen, madeene chalen Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein Nigaah e shauq ki hai intiha madeene mein Nigaah e shauq ki hai intiha madeene mein Gham e hayaat nah khauf e qaza madeene mein Gham e hayaat nah khauf e qaza madeene mein Namaaz e ishq karen ge ada madeene mein Namaaz e ishq karen ge ada madeene mein Ba-raah e raast hai raah e khuda madeene mein Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen Dast e saaqi yi kausar se peene chalen Dast e saaqi yi kausar se peene chalen Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar Uth gayi ik nazar Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge Yaad rakkho agar uth gayi ik nazar Wuh nazar jitne khaali hain Sab jaam bhar jaaenge Tajdar e haram Tajdar e haram Khauf e toofaan hai bijliyon ka hai dar Khauf e toofaan hai bijliyon ka hai dar Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham Aap hi gar na lenge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge Aap hi gar na len ge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge Taajdar e haram taajdar e haram Ya mustafa ya mujtaba Irham lana irham lana Dast e hamah bechaara ra, Daamaan tuhi, daamaan to-hi Man aasiyam man aajiz-am Man bekasam haal e mara Pursaan to-yi pursaan to-yi Ay mushk bed ambar-fishaan Paik e naseem e subh dam Ay chaarah gar eesa-nafas Ay moonis e beemaar e gham Ay qaasid e farkhundah pah Tujh ko usi gul ki qasam In nalti ya reeh as saba Yauman ila ard il haram Balligh salaami raudatan Feeh an nabi yul mohtaram Taajdaar e haram Ho nigaah e karam Taajdaar e haram ho nigaah e karam Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge Haamiye bekasaan kya kahega jahaan Haamiye bekasaan kya kahega jahaan Aap ke dar se khaali agar jaaen ge Taajdaar e haram taajdaar e haram Taajdaar e haram… Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tajdar-E-Haram lyrics in Hindi by Atif Aslam, Sabri Brothers, music by Strings (Band). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.