Teri Yaadein by Lucky Ali song Lyrics and video
Artist: | Lucky Ali |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Lucky Ali |
Lyricist: | Syed Aslam |
Label: | Sony Music |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Teri Yaadein lyrics, the song is sung by Lucky Ali from Sifar (1998). Teri Yaadein Love soundtrack was composed by Lucky Ali with lyrics written by Syed Aslam. Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Kuch baatein aati hai Dil main talab hai lab pe taraana Kisiki talaash main yeh guzare zamana Kal kahan to pal ka bahaana Nahin tha yakin ham huye to ravanaa Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Kuch baatein aati hai Duniya ke raaston mein Ek hai zariya ek hai zariya Kehta deewana yeh sun to le Dariya se ja mili hain Kitni hi nadiyaan kitni hi nadiyaan Kehta deewana yeh sun to le Aisa sama bhi na dekha hai Mausam yeh behka aur mehka hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Kuch baatein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Kuch baatein aati hai atozlyric.com Kai rang mein dhala hai koi paimaana Kahin aasman jhuka hai Zameen hai saraana Inhee raaston se guzarte hum rozaana Kis ka pata liye hum Chale kis thikana Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Kuch baatein aati hai Dil hai nadaan apna Kehti hai duniya kehti hai duniya Kaisa deewana yeh sun to le Humse hairaan duniya k Aisi nagariya kaisi nagariya Kehta deewana yeh sun to le Dheere dheere ab yeh sehna hai Aankhen bichhaye ab rehna hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Kuch baatein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai Teri yaadein aati hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Yaadein lyrics in Hindi by Lucky Ali, music by Lucky Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.