Dil Hai Zalim by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Datta Naik |
Lyricist: | Asad Bhopali |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dil Hai Zalim lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar from Awara Abdulla (1963). The music of Dil Hai Zalim Romantic track is composed by Datta Naik while the lyrics are penned by Asad Bhopali. Dil hai zalim nigaho ka mara Dil hai zalim nigaho ka mara Bechara jiya jiya diya na diya Kya bharosha hai bolo tumhara Kya bharosha hai bolo tumhara Bechara jiya jiya diya na diya Tumse mohabbat hum karte hai Dil ki tamnna dil karta hai Tumse mohabbat hum karte hai Dil ki tamnna dil karta hai Door bade na mushkil hai Ab pas aake hi ji bharta hai Jane duniya mein milna hamara Jane duniya mein milna hamara Kya bharosha hai bolo tumhara Dil hai zalim nigaho ka mara Bechara jiya jiya diya na diya atozlyric.com Aaj to hamko tum ji bharke Apna najara kar lene do Aaj to hamko tum ji bharke Apna najara kar lene do Pal do pal hi armano se Dil ka daman bhar lene do Kya khabar naam tune hamara Kya khabar naam tune hamara Dobara liya liya liya liya na liya Dil hai zalim nigaho ka mara Bechara jiya jiya diya na diya Tum ho suraj hum hai shabnam Tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum Tum ho suraj hum hai shabnam Tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum Aaj tumhare samne aake Jitni khushi hai utna hi gum Ye khuda jane hamne tumhara Ye khuda jane hamne tumhara Najar kiya kiya kiya na kiya Dil hai zalim nigaho ka mara Bechara jiya jiya diya na diya Kya bharosha hai bolo tumhara Bechara jiya jiya diya na diya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dil Hai Zalim lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, music by Datta Naik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.