Chali Kaha Hansti Gaati by Asha Bhosle, Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Rajendra Krishan
Label:Saregama
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Chali Kaha Hansti Gaati lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi from Jawab (1970). The music of Chali Kaha Hansti Gaati Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.
Chali kaha hasti gati
Chanchal nadiya shor machati
Theher zara ye to bata koan
Hai tera pyasa koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai
Chali kaha hasti gati
Chanchal nadiya shor machati
Theher zara ye to bata koan
Hai tera pyasa koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai
Pyar ki lagan lagegi to kehna
Man mein agan jagegi to kehna
Pyar ki lagan lagegi to kehna
Man mein agan jagegi to kehna
Koi sapno mein aaye aake nindiya
Udaye to pucho ho chup raha
Nahi jaye kuch kaha nahi jaye
To pucho koan
Hai tera pyasa koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai
atozlyric.com
Ankho mein nasha ye kiske liye
Hai dil ki sada ye kiske liye
Hai ankho mein nasha ye kiske liye
Hai dil ki sada ye kiske liye
Hai mujh kisne pukara
Kiya dur se ishara aye ji bolo
Ho mai hu rahi bechara koi
Dega sahara aye ji bolo
Ja koan
Hai tera pyasa koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai
Kaho ji mera dil tum loge
Badle mein kya tum hume doge
Kaho tod ke sitare ek do nahi
Sare tumeh de doon
Tum bano jo humare sare jag ke
Nazare tumh de doon
Ja koan
Hai tera pyasa koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai koan hai
Koan hai koan hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Chali Kaha Hansti Gaati lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.