Ek Din Sanam Ye Gussa by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Din Sanam Ye Gussa lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Lafange (1975). Ek Din Sanam Ye Gussa Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Ha aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Hanske na sahi roke hi sahi Hanske na sahi roke hi sahi Ye waqt apna nikal jayega To aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Ha aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Sun lo kahani hamari Phir aage marji tumhari Sun lo kahani hamari Phir aage marji tumhari Pachhtaoge sharmaoge Pachhtaoge sharmaoge Jab tak pata tumko chal jayega To aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Ha aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Mana hansi tum jarur ho Par kisliye magrur ho Mana hansi tum jarur ho Par kisliye magrur ho Is husn ka kya aitbar Is husn ka kya aitbar Ye aaj aaya hai kal jayega To aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Ha aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega atozlyric.com Tirchhi nazar ki katariya Chhodo na ye chingariya Haye tirchhi nazar ki katariya Chhodo na ye chingariya Pani nahi ye aag hai Pani nahi ye aag hai Is aag me koi jal jayega To aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega Ha aap ki kasam ek din sanam Ye gussa pyar me badal jayega. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Din Sanam Ye Gussa lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.