Darbadar by Monali Thakur song Lyrics and video
Artist: | Monali Thakur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi |
Lyricist: | Mayur Puri |
Label: | T-Series |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Darbadar lyrics, the song is sung by Monali Thakur from I, Me Aur Main (2013). Darbadar Romantic soundtrack was composed by Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi with lyrics written by Mayur Puri. Dil mein darare Dil mein darareho ho Dil mein darare hi darare hain Dil mein kayi hain daraare atozlyric.com Yaadein teri hain daraare Toote jo tinka toh Hawa ka aasra Toote sitara toh Dua ka aasra Dil toot jaaye toh Woh jaaye kahaan Darbadar hai Darbadar khudaya Darbadar hai Bekhabar hai ye dil Darbadar ka humsafar Na koi darbadar ki manzil Darbadar ka humsafar Na koi darbadar ki manzil Sa ni.. Ga ma ga ma ga ma Dha pa dha ma ga re sa Sa ni re sa ga re sa ni dha ni Sa ni re sa ga re sa ni dha ni Sa ni re sa ga re sa ni dha ni Hain adhoore sire jo Woh khule hi rahe toh Tumse hi thhe yehi Maan ke hum chale toh Ye thoda shiqwa hai Tera mera gila Hai gar hota nahi Chahe lage ya lage na Dil tootne ka darr hota nahi Socha hai pehle bhi Kitna par hota nahi Darbadar hai Darbadar khudaya Darbadar hai Bekhabar hai ye dil Darbadar ka humsafar Na koi darbadar ki manzil Darbadar ka humsafar Na koi darbadar ki manzil Sa ni re sa ga re sa ni dha ni Sa ni re sa ga re sa Ni dha ni sa ga ma Sa ni re sa ga re sa ni dha ni Darbadar hai Darbadar khudaya Darbadar hai Bekhabar hai ye dil Darbadar ka humsafar Na koi darbadar ki manzil Darbadar ka humsafar Na koi darbadar ki manzil Sa ni dha pa ga pa dha ni Darbadar hai Darbadar khudaya Darbadar hai bekhabar Hai ye dil maula Darbadar ka humsafar na Koi darbadar ki manzil maula. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Darbadar lyrics in Hindi by Monali Thakur, music by Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.