Kaanto Bhare Jahan Me by Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricist:Vyas
Label:Saregama
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Kaanto Bhare Jahan Me lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Purnima (1965). The music of Kaanto Bhare Jahan Me Sad track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Bharat Vyas.
Bacho par balidan hai karti
Ma apni zindgani
Aaj ye bache maa ki khatir
Dene chale kurbani
Azab khel kismat ka dekho
Azab khel kismat ka dekho
Kato bhare jahan me
Bichad ke dal se do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho
Ye masum ye nanhe munne inki kon khata hai
Ghar se nikal kar kaha rukenge
Inko nahi pata hai
Inko nahi pata hai
Mamta ruthi mamta ruthi
Mamta ruthi mamta ruthi chubh gaye kate
Phulo ki muskan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho
atozlyric.com
Mai hu apna ye hai paraya
Nahi samjh ye paye
Inka nirmal pyar hai jisko dekh bade sarmaye
Dekh bade sarmaye
Jaise bahta jaise bahta ek khun ho
In dono ki jaan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho
Kato bhare jahan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Kaanto Bhare Jahan Me lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.