O Piya Dil Mera by Salma Agha song Lyrics and video
Artist: | Salma Agha |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Zafar Iqbal |
Lyricist: | |
Label: | Venus Records |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
O Piya Dil Mera lyrics, the song is sung by Salma Agha from Ulfat (1997). O Piya Dil Mera Ghazal soundtrack was composed by Zafar Iqbal with lyrics written by . O piya dil mera o piya dil mera Laage na laagena laagena aa jaanaa Aa jaa naa o piya O piya dil mera o piya dil mera Laage na laagena laagena aa jaanaa Aa jaa naa o piya atozlyric.com Uljhi uljhi saansein meri tadpu main din rain Uljhi uljhi saansein meri tadpu main din rain Tujh bin mere saajan mujhko kaise aaye chain Khwaab saare jawaan phir kahaan jaane jaa Jaane jaa jaane jaa jaane jaa Aa jaa na aa jaa naa o piya Tut gaya hai pyaar ka sapna Aag lagi armaano ko Tut gaya hai pyaar ka sapna Aag lagi armaano ko Kismat kya kya rang dikhaye Hum jaise naadano ko Zindagi mein khushi Ek pal na mili Jaane jaa jaane jaa jaane jaa Aa jaa na aa jaa naa o piya Madham si ek aash hai baaki Woh bhi tut na jaaye Madham si ek aash hai baaki Woh bhi tut na jaaye Pyaar ki suni ishra ho par Maine deep jalaye Dhal gaya chaand bhi Ho gayi raat bhi Jaane jaa jaane jaa jaane jaa Aa jaa na aa jaa naa o piya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: O Piya Dil Mera lyrics in Hindi by Salma Agha, music by Zafar Iqbal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.