Nazar Ka Jhuk Jana by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) song Lyrics and video
Artist: | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nazar Ka Jhuk Jana lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Passport (1961). The music of Nazar Ka Jhuk Jana Dance track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi. Nazar ka jhuk jana Juba ka ruk jana Isi ko meri ja Mohabbat kahte hai Nazar ka jhuk jana Juba ka ruk jana Isi ko meri ja Mohabbat kahte hai Badi hai rangin Fizaye dekho Tarana gao ji Deewana kahta hai Sabhi dilwale hue matwale Bhare aayi hai Jamana kahta hai Baharo ko isharo Ko samjhalo ji Nazar ka jhuk jana Juba ka ruk jana Isi ko meri ja Mohabbat kahte hai Ye kali julfe agar Bikhra du Falak me awara Ghataye ruk jaye Najar ki sokhi Agar dikhladu Ghata ke daman Me sitare chup jaye Sitaro ko isharo Ko samjh lo ji Nazar ka jhuk jana Juba ka ruk jana Isi ko meri ja Mohabbat kahte hai atozlyric.com Nashili rate Najar se bate Kisi se milne Ke bahane milte hai Udhar khamoshi Idhar madhoshi Aankho aankho Me fasane bante hai Isharo ko Isharo ko samjh lo ji Nazar ka jhuk jana Juba ka ruk jana Isi ko meri ja Mohabbat kahte hai Nazar ka jhuk jana Juba ka ruk jana Isi ko meri ja Mohabbat kahte hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nazar Ka Jhuk Jana lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.