Sanwara Salona Shyam by Chandrani Mukherjee, Sharda Sinha song Lyrics and video
Artist: | Chandrani Mukherjee, Sharda Sinha |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Upendra |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Sanwara Salona Shyam lyrics, the song is sung by Chandrani Mukherjee, Sharda Sinha from Krishna Krishna (1986). Sanwara Salona Shyam Devotion soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Upendra. Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Kahna re kanha matwala re Kahna re kanha matwala re Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Bansi bajaye jadu chalaye Gopin ke sang sang ras rachaye Gopin ke sang sang ras rachaye Jamuna kinare gauwe charaye Rang gali mein dhum machaye Rang gali mein dhum machaye Gaye rijhaye man matwala re Jai jai jai ho Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Chail chabila jan jan ka pyara Aisa anokha sabse hain nyara Aisa anokha sabse hain nyara Gokul ka nanda lage dulara Nand yaoshda ke aankho ka tara Nand yaoshda ke aankho ka tara Apne hi rang mein rang dala Jai jai jai ho Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala atozlyric.com Ho sooraj bhi tum ho chanda bhi tum ho Sabke hariday ke taro mein tum ho Sabke hariday ke taro mein tum ho Dharti bhi tum ho ambar bhi tum ho Jeevan ki har jhankaro mein tum ho Jeevan ki har jhankaro mein tum ho Karishan kahaiya gopala re Jai jai jai ho Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala Kahna re kanha matwala re Kahna re kanha matwala re Sanwara salona shyam rang wala Sare jagat ko magan kar dala. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sanwara Salona Shyam lyrics in Hindi by Chandrani Mukherjee, Sharda Sinha, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.