Kab Se Milan Ki Lagan Lagi by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | Saregama |
Genre: | Love, Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kab Se Milan Ki Lagan Lagi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kashmakash (1973). Kab Se Milan Ki Lagan Lagi Love, Romantic soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Kab se milan ki lagan lagi Kab se milan ki lagan lagi Saare badan mein agan lagi Aur na tarsa mujh pe pyaar barsa O piya o piya Kab se milan ki lagan lagi Saare badan mein agan lagi Sagar kinare main Pyaasi khadi pyaasi khadi Piya tere hote udasi khadi Birha ki pida main Kab tak sahu kab tak sahu Tujh se na khu to main kis se kahu Tujh se na khu to main kis se kahu Kab se milan ki lagan lagi Saare badan mein agan lagi Aur na tarsa mujh pe pyaar barsa O piya o piya Kab se milan ki lagan lagi Saare badan mein agan lagi atozlyric.com Kya hai khata meri Yeh to bata yeh to bata Dur dur rehake na mujhko sata Sadke kahin na guzar jaau main Guzar jaau main Pyaasi thi pyaasi nam ar jaau main Kab se milan ki lagan lagi Saare badan mein agan lagi Aur na tarsa mujh pe pyaar barsa O piya o piya o piya o piya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kab Se Milan Ki Lagan Lagi lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.