Duniya Ki Kitabon Se Ek Din by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Duniya Ki Kitabon Se Ek Din lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jwala (1971). The music of Duniya Ki Kitabon Se Ek Din Philosophical track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). Duniya ki kitabon se ek din Mushkil ka naam mit jayega Duniya ki kitabon se ek din Mushkil ka naam mit jayega Duniya ki kitabon se ek din Mushkil ka naam mit jayega Insa ke irado ke aage Ambar bhi sar ko jhkayega Ambar bhi sar ko jhkayega Duniya ki kitabon se ek din Mushkil ka naam mit jayega Hum apni lagan ke deewane Tufa se bhi takra jayenge Ab jhuk na sakenge aye Duniya tut bhle hi jayenge Jivan ki dagar ka har parvat Ek thokar me uad jayega Duniya ki kitabo se ek din Mushkil ka naam mit jayega atozlyric.com Samjho na hume tum pathar dil Sine me hamare pyar bhi hai Laz kisi kisi ki yaad bhi hai Ek sapno ka sansar bhi hai Jo kuch bhi hansi hai is jag me Kuch aur hansi kahlayega Duniya ki kitabo se ek din Mushkil ka naam mit jayega Har har bandhan ko todke Jab jashan manayegi duniya Taro ke sihgashan par jis Din insa ko dikhayegi duniya Us din sabko rah rah ke mera Ye git bahut yaad ayega Insa ke irado ke aage Ambar bhi sar ko jhkayega Ambar bhi sar ko jhkayega Duniya ki kitabon se ek din Mushkil ka naam mit jayega. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Duniya Ki Kitabon Se Ek Din lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.