Takat Watan Ki Humse by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Album: Single
Music:Sachin Dev Burman
Lyricist:Gopaldas Saxena (Neeraj)
Label:Saregama
Genre:Patriotic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Takat Watan Ki Humse lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Prem Pujari (1970). The music of Takat Watan Ki Humse Patriotic track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Gopaldas Saxena (Neeraj).
Taaqat watan ki tum se hai
Himmat watan ki tum se hai
Izzat watan ki tum se hain
Insan ke ham rakhwaale
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki hum se hai
Izzat watan ki ham se hain
Insan ke ham rakhwaale
Pahredaar himalay ke ham
Jhonke hain toofaan ke
Sunkar garz hamaari
Seene phat jaate chattan ke
Aa haa haa
Pahredaar himalay ke ham
Jhonke hain toofaan ke
Sunkar garz hamaari
Seene phat jaate chattan ke
Aa haa haa haa haa haa
Taaqat watan ki hum se hai
Himmat watan ki hum se hai
Izzat watan ki hum se hai
Insan ke ham rakhwaale
Aa haa haa haa haa
Seena hai faulaad kaa apna
Phoolon jaisa dil hai
Tan mein vindhyaachal ka bal hai
Man mein tajmahal hai
Aha haa haa haa haa
Seena hai faulaad kaa apna
Phoolon jaisa dil hai
Tan mein vindhyaachal ka bal hai
Man mein tajmahal hai
Aha haa haa haa haa haa
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki ham se hai
Izzat watan ki ham se hai
Insan ke ham rakhwaale
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa haa haa
Haa haa haa haa haa
Lalalalalala
Dekar apna khoon
Seenchte desh ke ham phulwaari
Bansi se bandook banaate
Ham wo prem pujaari
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa
Dekar apna khoon
Seenchte desh ke ham phulwaari
Bansi se bandook banaate
Ham wo prem pujaari
Aahaa haa haa haa haa haa haa
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki ham se hai
Izzat watan ki ham se hain
Insan ke ham rakhwaale
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki ham se hai
Izzat watan ki ham se hain
Insan ke ham rakhwaale
Aa kar humko kasam de gayi
Raakhi kisi bahen ki
Cenge apna sish na deng
Mitti magar watan ki
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa
Aa kar humko kasam de gayi
Raakhi kisi bahen ki
Cenge apna sish na deng
Mitti magar watan ki
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki ham se hai
Izzat watan ki ham se hain
Insan ke ham rakhwaale
Khatre ma ho desh to
Ladna sirf dharam hai
Parwah hai lyaa cheez
Aadmi leta nayaa janam hai
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa
Khatre ma ho desh to
Ladna sirf dharam hai
Parwah hai lyaa cheez
Aadmi leta nayaa janam hai
Ho ho hooo
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa
atozlyric.com
Ek jaan hai ek pran hai
Sara desh humaraa
Sadiyaa chal kar thki ruki
Par kabhi na ganga dhara
Ek jaan hai ek pran hai
Sara desh humaraa
Sadiyaa chal kar thki ruki
Par kabhi na ganga dhara
Ahaa haa haa haa
Haa haa haa
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki ham se hai
Izzat watan ki ham se hain
Insan ke ham rakhwaale
Taaqat watan ki ham se hai
Himmat watan ki ham se hai
Izzat watan ki ham se hain
Insan ke ham rakhwaale.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Takat Watan Ki Humse lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Sachin Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.