Mahiya by Lalitya Munshaw song Lyrics and video

Artist:Lalitya Munshaw
Album: Single
Music:Lalitya Munshaw
Lyricist:
Label:Red Ribbon
Genre:Romantic, Sufi
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Mahiya lyrics, the song is sung by Lalitya Munshaw from Rab Piya (2014). Mahiya Romantic, Sufi soundtrack was composed by Lalitya Munshaw with lyrics written by .
Mahiya biraha sataye beriyaan
Mahiya mahiya mahiya mahiya
Mere dil ke sannaton mein
Teri jab yaad chali aayi
Dil ke biraane mein behne lagi
Thandi si purwaai
Mahiya biraha sataye beriyaan
Mahiya mahiya mahiya mahiya
Did ki hasrat dil mein liya main
Darsh ko tere tarash gai main
Daaman daaman thaam hun tera
Beed umeemd ka mausam mera
Shaamo sheher yaada teri aaye
Udd gayi aan neenda meri aan
Jaane jaa jaane jaaa
Mahiya biraha sataye beriyaan
Mahiya mahiya mahiya mahiya
atozlyric.com
Jaadu uska ehsaas hai tera
Shukre khuda tu yaar hai mera
Paas hai tera mann mein har dam
Tujh se hi dil ki duniya mein rangat
Meri kayanaat tujhse piya
Tuhi haasil main tujh mein fanaa
Soniya soniyaa soniyaa
Mahiya biraha sataye beriyaan
Mahiya mahiya mahiya mahiya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Mahiya lyrics in Hindi by Lalitya Munshaw, music by Lalitya Munshaw. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.