Likhe Jo Khat Tujhe by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Gopaldas Saxena (Neeraj) |
Label: | Saregama |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Likhe Jo Khat Tujhe lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Kanyadaan (1968). The music of Likhe Jo Khat Tujhe Love track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Gopaldas Saxena (Neeraj). Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Koyi nagma kahin goonja Kahan dil mein Yeh tu aayi Kahin chatki kali koyi Main yeh samjha, tu sharmaayi Koyi khushboo kahin bikhri Laga yeh zulf lehraayi Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Fiza rangeen, adaa rangeen Yeh ithlaana, yeh sharmaana Yeh angdhaayi, yeh tanhaayi Yeh tarsa kar, chale jaana Bana de ga nahi kisko Jawaan jadoo yeh deewana Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe atozlyric.com Jahan tu hai, wahan main hoon Mere dil ki tu dhadhkan hai Musafir main tu manzil hai Main pyaasa hoon tu saawan hai Meri duniya yeh nazre hain Meri jannat yeh daaman hai Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Likhe Jo Khat Tujhe lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.