Bharosa Kar Liya Jis Par by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Madan Mohan Kohli
Lyricist:Naqsh Lyallpuri
Label:Saregama
Genre:Mujra
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Bharosa Kar Liya Jis Par lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Prabhat (1973). Bharosa Kar Liya Jis Par Mujra soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.
Bharosa kar liya jis par
Bharosa kar liya jis par
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai
atozlyric.com
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi manzil dikhakar
Kabhi manzil dikhakar
Roshani ne humko luta hai
Roshani ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai
Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Sitam is baat ka hai
Sitam is baat ka hai
Zindagi ne humko luta hai
Zindagi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai
Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Tumhare sahar ki ha aa
Tumhare sahar ki
Ek ek gali ne humko luta hai
Har gali ne humko luta hai
Bharosa kar liya jis par
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Bharosa Kar Liya Jis Par lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Madan Mohan Kohli. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.