Is Taqdeer Ke Aage by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Dhaniram |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Is Taqdeer Ke Aage lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Taqdeer (1958). Is Taqdeer Ke Aage Playful soundtrack was composed by Dhaniram with lyrics written by Verma Malik. Is taqdeer ke aage Koi taqdeer chalti hai Agar chalti hai dunia ke to Bas taqdeer chalti hai Is taqdeer ke aage jhuk gaye Is taqdeer ke aage jhuk gaye Muflish or amir Duniya walo is duniya mein Sabse badi taqdeer Dard bhari ek suno kahani Is takdir ne ki manmani Katil thahraya nirdosh ko Bhej diya phir kale pani Solaha baras ke bad hi tuti Solaha baras ke bad hi tuti Kaidi ki zanjeer Duniya walo is duniya mein Sabse badi taqdeer Beta baap mile muskil se Bichhad gaye aapas mein milke Baap ke dil mein apne khun ki Baap ke dil mein apne khun ki Jab uthi sanse Duniya walo is duniya mein Sabse badi taqdeer Lakho ji armaan hai dil Khushiyo ke toofan hai dil mein Par usko malum nahi hai Par usko malum nahi hai Ruth gayi takdir Duniya walo is duniya mein Sabse badi taqdeer atozlyric.com Apni hi santan se koi Aaj hua anjan hai koi Jan pahchan hui na lekin Jan pahchan hui na lekin Laga kaleje teer Duniya walo is duniya mein Sabse badi taqdeer. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Is Taqdeer Ke Aage lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Dhaniram. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.