Ajnabi Ban Ke by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hansraj Behl |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ajnabi Ban Ke lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Mujhe Seene Se Laga Lo (1969). Ajnabi Ban Ke Philosophical soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by . Ajnabi ban ke aaj kaha jata hai Aaj kaha jata hai Leke hajaro gam ke nisha jata hai Aaj kaha jata hai Maang mein dal ke sindur Ki lali ab tak Teri yaado mein tadapta hai Koi shamo sahar Jisko baho mein jhulane ki tamana Thi tujhe Aaj hai gair ke bas mein Wo tera lakhte jigar Aaj hai gair ke bas mein Wo tera lakhte jigar Gair ke sath wo tera nisha jata hai Aaj kaha jata hai Ajnabi ban ke aaj kaha jata hai Aaj kaha jata hai Yu bhatakta hi rahega Tu kaha tak itna nada Sath denge ye kaha tak Tere majbur kadam Maut saye ki tarha pichha Karegi tera Zindagi tujhse pareshan Rahegi hardam Zindagi tujhse pareshan Rahegi hardam Maut ko sath liye tu kaha jata hai Aaj kaha jata hai Ajnabi ban ke aaj kaha jata hai Aaj kaha jata hai atozlyric.com Tune jis aag ko sine se laga rakha Tu usi aag ko sine se alhada kar le Ye teri ruh tera jism jala dalenge In bahakte hue sholo se kinara kar le Tu kinara kar le tu kinara kar le Tu kinara kar le, tu kinara kar le. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ajnabi Ban Ke lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Hansraj Behl. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.