Tera Jalwa Jisne Dekha by Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Govind Ram |
Lyricist: | Tanvir Naqvi |
Label: | Young India Records |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tera Jalwa Jisne Dekha lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish from Laila Majnu (1945). The music of Tera Jalwa Jisne Dekha Happy track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by Tanvir Naqvi. Tera jalwa jisne dekha Tera jalwa jisne dekha Ha tera jalwa jisne dekha Wo deewana ho gaya Deewana ho gaya Wo begana ho gaya Deewana ho gaya Wo begana ho gaya Tera jalwa jisne dekha Tera jalwa jisne dekha Ha tera jalwa jisne dekha Wo deewana ho gaya Chala hu aaj yeh saugat le Unki mehfil mein Jalan seene mein ask ankh mein Khune aarzoo dil mein Ha wo parde hi mein rehte Aur mujhe didar ho jata Agar hote meri aankhon ke parde Unke mehfil mein Yeh parda bhi uth jata Aur koi dekh na pata Ha yeh parda bhi uth jata Aur koi dekh na pata Kismat se nazar ne dekha Kismat se nazar ne dekha Ha kismat se nazar ne dekha Main mastana ho gaya Mastana ho gaya Main begana ho gaya Mastana ho gaya Main begana ho gaya Tera jalwa jisne dekha Tera jalwa jisne dekha Ha tera jalwa jisne dekha Wo deewana ho gaya atozlyric.com Nazar aankhon ko ab Uske siwa kuch bhi nahi aata Mujhe kya ho gaya hai Kash koi mujhko samjhata Meri aankhon mein ab to Ek hi tasveer firti hai Meri aankhon mein ab to Ek hi tasveer firti hai Tasavur bas uski Tasveer ko samne lata Wo aise dil mein samaye Meri sab duniya pe chhaye Ha wo aise dil mein samaye Meri sab duniya pe chhaye Aabad meri nazro mein Aabad meri nazro mein Ha aabad meri nazro mein Har virana ho gaya Virana ho gaya Main begana ho gaya Virana ho gaya Main begana ho gaya Tera jalwa jisne dekha Tera jalwa jisne dekha Ha tera jalwa jisne dekha Wo deewana ho gaya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tera Jalwa Jisne Dekha lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish, music by Govind Ram. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.