Bekaar Kutte by Pankaj Badra, Rohit Sharma song Lyrics and video
Artist: | Pankaj Badra, Rohit Sharma |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rohit Sharma |
Lyricist: | Faiz Ahmad Faiz |
Label: | Crescendo Music |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bekaar Kutte lyrics, the song is sung by Pankaj Badra, Rohit Sharma from Buddha In A Traffic Jam (2016). The music of Bekaar Kutte Playful track is composed by Rohit Sharma while the lyrics are penned by Faiz Ahmad Faiz. Ye teri husn se lipti hui alam ki gard Apni do roj jawani ki shiksto ka shumar Chandni raato ka bekar dhehakta hua dard Dil ki besud tadap jism ki maayus pukar Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Julm ki chhav me dum lene pe majhbur hai hum Julm ki chhav me dum lene pe majhbur hai hum Ek jara aur sitam seh le, tadap le role le Ek jara aur sitam seh le, tadap le role le Apne ajdad ki miras hai, mazur hai Apne ajdad ki miras hai, mazur hai Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Jism par kaid hai, jazbat pe janjire hai Jism par kaid hai, jazbat pe janjire hai Fikr mehbus hai, guftar pe tazire hai Fikr mahbus hai, guftar pe tazire hai Aur apni himmat hai ki hum fir bhi jeeye jate hai Zindagi kya kisi muflis ki kaba hai Jisme har ghadi dard ke pehband lage jate hai Zindagi kya kisi muflis ki kaba hai Jisme har ghadi dard ke pehband lage jate hai Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Lekin ab julm ki miyad ke din thode hai Lekin ab julm ki miyad ke din thode hai Ik jara sabr ke faryad ke din thode hai Ik jara sabr ke faryad ke din thode hai Arsa ye dehar ki jhulsi hui virani me Humko rehna hai par yuhi to nahi rehna hai Arsa ye dehar ki jhulsi hui virani me Humko rehna hai par yuhi to nahi rehna hai Ajnabi haatho ka benam karabar sitam Aaj sehna hai hamesha to nahi sehna Ajnabi haatho ka benam karabar sitam Aaj sehna hai hamesha to nahi sehna Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz atozlyric.com Ye teri husn se lipti hui alam ki gard Apni do roj jawani ki shiksto ka shumar Chandni raato ka bekar dhehakta hua dard Dil ki besud tadap jism ki maayus pukar Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz Chand roz aur meri jaan fakat chand hi roz. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bekaar Kutte lyrics in Hindi by Pankaj Badra, Rohit Sharma, music by Rohit Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.