Tera Naam Liya Dil Tham Liya by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Mujra, Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tera Naam Liya Dil Tham Liya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Dharam Kanta (1982). The music of Tera Naam Liya Dil Tham Liya Mujra, Qawwali track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Dil ke bajar daulat nahi dekhi jati Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati Ek ada par ye dilo jan nichawar kar du Mal acha ho to kimat nahi dekhi jati Ulfat ko jamana kya jane Ulfat ko jamana kya jane Ulfat se to hamne kam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya Hum bhi to inhi do bato par Hum bhi to inhi do bato par Badna mhue ilzam liya Ke tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya Parda bhi hai or parda bhi mahi Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi Chilman kahi padi ho sarakati jarur hai Dilwalo ki nigah pahuchti jarur hai Kangan ho ya chudiya Ho magar bichhadi rat ho Koi na koi chiz khanakti jarur hai Parda bhi hai or parda bhi mahi Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi Andaz yahi dikhlake sanam Andaz yahi dikhlake sanam Dil tune sanam bedam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya atozlyric.com Jo aag hai tere sine me Wo aag idhar bhi jalti hai Tumhare dard betab Hamko rat bhar rakha Kabhi takiya idhar rakha Kabhi takiya udhar rakha Tumhari rah dekha kiyae Hum bekarari me Kabhi chhokhat par sar rakha Kabhi khidki pe sar rakha Jo aag hai tere sine me Wo aag idhar bhi jalti hai Diwane teri chahat me kabhi Diwane teri chahat me kabhi Hamne bhi nahi aram liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya Bottle me kaha pyale me kaha Masti hai jo teri ankho me Tumhari mad bhari Ankho ke ham sarabi hai Hatao feko ye juthi Sarab ki bottle Nasha jawan ime Hota hai dil me hota hai Nasha sarab me Hota to nachti bottle Bottle me kaha pyale me kaha Masti hai jo teri ankho me Masti hai jo teri ankho me Jis din se milayi tujhse najar Jis din se milayi tujhse najar Hatho me na humne jam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya Mane ke na mene tu pyare Kahte hai jo hum par biti hai Sabne mahfil ke liye Dhama banaya mujhko Jiske ma ihath lagi Usne jalaya mujhko Maine mana ke tu Mere liye bechain raha Maine mana ke tu Mere liye bechain raha Jane man tune bhi Rato ko jagaya mujhko Mane ke na mene tu pyare Kahte hai jo hum par biti hai Jab sham dhali jab dard utha Jab sham dhali jab dard utha Is dil ne tera di nam miya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tera Naam Liya Dil Tham Liya lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.