Matwali Ghatao by Sulochana Kadam song Lyrics and video
Artist: | Sulochana Kadam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Wadhwa |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Matwali Ghatao lyrics, the song is sung by Sulochana Kadam from Hanste Rehna (1950). Matwali Ghatao Happy soundtrack was composed by Wadhwa with lyrics written by . Matwali ghatao Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Kaliya meri armano ki Muskane lagi hai Reh reh ke nigahe meri Sarmane lagi hai Aji sarmane lagi hai Dekha hai in aankho ne Dekha hai in aankho ne Koi khwab suhana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana atozlyric.com Nazro ko meri aaj Tum pahchan gaye ho Kehte hai mohabbat kise Tum jaan gaye ho Aji tum jaan gaye ho Ab itni si vinti hai Ab itni si vinti hai Kahi door na jana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Shikwa kabhi hum zurm Sitam ka nahi karte Hum chahe wale Nahi dukh dard se darte Nahi dukh dard se darte Ulfat ne sikhaya hai Ulfat ne sikhaya hai Hume ranj uthana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Matwali Ghatao lyrics in Hindi by Sulochana Kadam, music by Wadhwa. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.