Log Mujhko Khush Samajhte Hai by Ghulam Haider song Lyrics and video

Artist:Ghulam Haider
Album: Single
Music:Ghulam Haider
Lyricist:Behzad Lucknavi
Label:Columbia Records
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Log Mujhko Khush Samajhte Hai lyrics, the song is sung by Ghulam Haider from Zamindar (1942). Log Mujhko Khush Samajhte Hai Sad soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by Behzad Lucknavi.
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam main hoon
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam main hoon
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam mein hoon
atozlyric.com
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam mein hoon.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Log Mujhko Khush Samajhte Hai lyrics in Hindi by Ghulam Haider, music by Ghulam Haider. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.