Daga Har Jat Mein Daga by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) song Lyrics and video

Artist:Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Album: Single
Music:B.N. Bali
Lyricist:Madan Mohan Kohli
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Daga Har Jat Mein Daga lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Tikdam Baaz (1950). Daga Har Jat Mein Daga Playful soundtrack was composed by B.N. Bali with lyrics written by Madan Mohan Kohli.
Daga daga daga hai baat me
Daga har jat mein daga
Har jat mein dag ka raj hai
Main kiska karun bharosha
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga
atozlyric.com
Kaise kisko dil mein basau
Dar lage kahi lut na jau
Kaise kisko dil mein basau
Dar lage kahi lut na jau
Sach ke kahi na puch
Jhuth ka hi riwaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga
Kadam kadam par jal bichake
Lut rahe hai baat banake
Kadam kadam par jal bichake
Lut rahe hai baat banake
Macha rahe andher gazab
Inka samaj hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga
Shan to hai ye man nahi hai
Peete hai par jan nahi hai
Kare baat pe ghat
Isi pe inko naaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Daga Har Jat Mein Daga lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), music by B.N. Bali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.