Dekho Idhar Bhi by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Majrooh Sultanpuri
Label:Saregama
Genre:
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Dekho Idhar Bhi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar from Imtihan (1974). Dekho Idhar Bhi soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
atozlyric.com
Man me base ho jo pritam
To nain mile ya na mile
Man me base ho jo pritam
To nain mile ya na mile
Dil jab dekar liya gum ko
Mile ya na mile
Jab se lagi tumse lagan
Hal yahi hai jane jigar
Jab jab tarse hum
Rahe rahe dil ko tham kar
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Le na jaye kahi meri jindagi
Darde dil se teri berukhi
Le na jaye kahi meri jindagi
Darde dil se teri berukhi
Ho piya ka dard anmol
Isko na jindagi se tol
Ho piya ka dard anmol
Isko na jindagi se tol
Than gaye hum sun
Sun ke tane jamane bhar ke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dekho Idhar Bhi lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.