Tu Ru Ru by Milind Ingle song Lyrics and video

Artist:Milind Ingle
Album: Single
Music:Milind Ingle
Lyricist:Shyam Anuragi
Label:Rajshri Music
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Tu Ru Ru lyrics, the song is sung by Milind Ingle from Yeh Hai Prem (1999). Tu Ru Ru Happy soundtrack was composed by Milind Ingle with lyrics written by Shyam Anuragi.
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Nazaron mein hai tu hi tu,
Baharon mein hai tu hi tu
Jahan bhi dekhoon
Aaye nazar tu hi tu.
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Machal bhi gaya hoon,
Sambhal bhi gaya hoon,
Jabse main tera hua hoon,
Badal sa gaya hoon
Sabhi ko mujhse gila hai,
Ye pyar ka hi sila hai,
Ye kaisa silsila hai,
Jahan bhi dekhoon
Aaye nazar tu hi tu
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Tu mujhe jaan gai hai,
Tu pehchaan gai hai,
Tu meri chhuimui hai,
Tu ye bhi maan gai hai.
Na mujhse tu ye chhupana,
Tujhe padega batana,
Tera hoon main to deewana,
Jahan bhi dekhoon
Aaye nazar tu hi tu
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Turu ru ru, turu ru ru,
Nigahon mein hai jaane
Jaana jaane jaana tu hi tu
Nazaron mein hai tu hi tu,
Baharon mein hai tu hi tu
Jahan bhi dekhoon
Aaye nazar tu hi tu
atozlyric.com
Nazaron mein hai tu hi tu,
Baharon mein hai tu hi tu
Jahan bhi dekhoon
Aaye nazar tu hi tu.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Tu Ru Ru lyrics in Hindi by Milind Ingle, music by Milind Ingle. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.