Apna Gaon Sambhalo by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Apna Gaon Sambhalo lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Gaon Hamara Shaher Tumhara (1972). The music of Apna Gaon Sambhalo Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Nayi hawa me udane dekho Van ka mor chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Nayi hawa me udane dekho Van ka mor chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala atozlyric.com Sunte hai sahar main Jab jab sawan bhado aata hai Sunte hai sahar main Jab jab sawan bhado aata hai Paani ki bundo ke badale hare note barsata hai Bhar leta hai jholi jiska jitana jor chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai Diwaaro ko haath lagao to batti jal jaati hai Apnae ghar to diya kabhi sari raat jala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Ye dharti aakash Vaha bhi hoga ya na hoga Ye dharti aakash Vaha bhi hoga ya na hoga Dekha jayega kismat me Jo bhi likha hoga Nikal pade jab ghar se Kyu na karega ram bhala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apna Gaon Sambhalo lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.