Aaya Hain Baharon Sang by Alka Yagnik song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ajay Swami |
Lyricist: | Vishweshwar Sharma |
Label: | T-Series |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaya Hain Baharon Sang lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Izzat Aabroo (1990). The music of Aaya Hain Baharon Sang Happy track is composed by Ajay Swami while the lyrics are penned by Vishweshwar Sharma. Aaya hain baharon sang jiska sandesha Aaya hain baharon sang jiska sandesha Bol purwayi sajan mera kaisa Bol purwayi sajan mera kaisa Khilte gulab sa ya rat aaye khwab sa Bol bol purwayi sajan mera kaisa Aaya hain baharon sang jiska sandesha atozlyric.com Puchhe puchhe mera kangana bhi puchhe Soche soche meri payal bhi soche Kajra bhi mera mujhe gajra bhi soche Udata hawayo mein ajara bhi soche Bindiya kahe woh hain suraj ke jaisa Bindiya kahe woh hain suraj ke jaisa Bol purwayi sajan mera kaisa Bol purwayi sajan mera kaisa Khilte gulab sa ya rat aaye khwab sa Bol bol purwayi sajan mera kaisa Aaya hain baharon sang jiska sandesha Kaise kaise aane lage sapne re sapne Haye pyare pyare din aaye apne re apne Jiske liye lagi hoon abhi se tadapne Manwa laga hain jiski mala bhi japne Dil dhadke nayi dulhan ke jaisa Dil dhadke nayi dulhan ke jaisa Bol purwayi sajan mera kaisa Bol purwayi sajan mera kaisa Tan ko harega mere man ko harega Ghunghta uthake mujhe Baho mein bharega Pal pal jiya mera laj se karega Sajiya pe aake jab pyar woh karega Jaisa maine socha Kya hain piya mera waisa Jaisa maine socha Kya hain piya mera waisa Bol purwayi sajan mera kaisa Bol purwayi sajan mera kaisa Khilte gulab sa ya rat aaye khwab sa Bol bol purwayi sajan mera kaisa Aaya hain baharon sang jiska sandesha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaya Hain Baharon Sang lyrics in Hindi by Alka Yagnik, music by Ajay Swami. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.