Aaj Kuch Aur Hai by Vijay Malla song Lyrics and video

Artist:Vijay Malla
Album: Single
Music:Asad Ali Khan
Lyricist:Sabir Jalalabadi
Label:Universal Music, Decca Label
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Aaj Kuch Aur Hai lyrics, the song is sung by Vijay Malla from Justaju: Search (2005). Aaj Kuch Aur Hai Ghazal soundtrack was composed by Asad Ali Khan with lyrics written by Sabir Jalalabadi.
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Karke nikale hai woh sringar khuda khair kare
Khuda khair kare
Meri shokhi ka jawaab haske shararat se diya
Meri shokhi ka
Meri shokhi ka jawaab haske shararat se diya
Aa gaya mujh pe unhe pyaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aa gaya mujh pe unhe pyaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Darde dil darde jigar unko kahan ka malum
Darde dil darde jigar unko kahan ka malum
Darde dil darde jigar unko kahan ka malum
Ishq mein ab woh giraftaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Ishq mein ab woh giraftaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se
Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se
Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se
Ho gaye ab woh samaj daar khuda khair kare
Khuda khair kare
Ho gaye ab woh samaj daar khuda khair kare
Khuda khair kare
atozlyric.com
Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata
Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata
Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata
Aaj woh bhi ghunahgaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj woh bhi ghunahgaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Karke nikale hai woh sringar khuda khair kare
Khuda khair kare.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aaj Kuch Aur Hai lyrics in Hindi by Vijay Malla, music by Asad Ali Khan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.