Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Madhusudan Acharya |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kinara (1949). Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki Playful soundtrack was composed by Madhusudan Acharya with lyrics written by . O jane wale ye jawani char din ki Jane wale ye jawani char din ki Ye jawani char din ki Jane wale ye jawani char din ki Ye jawani char din ki Hasne gaane ki kahani char din ki Ye kahani char din ki Hasne gaane ki kahani char din ki Ye kahani char din ki Do din sukh ke do din dukh ke Pal bhar mauj bahar Do din sukh ke do din dukh ke Pal bhar mauj bahar Dhale jawani chade budhapa Dhale jawani chade budhapa Karle na tu pyar Jane wale ye jawani char din ki Ye jawani char din ki Ye jawani char din ki atozlyric.com Roop khila kahi dhoop khili Hai masti ka baazar Roop khila kahi dhoop khili Hai masti ka baazar Pyar se duniya mein bik jata Bina mol sansar Pyar se duniya mein bik jata Bina mol sansar Jane wale ye jawani char din ki Ye jawani char din ki Ye jawani char din ki Ye jawani ye jawani ek lahar hai Jyu badal ki chaya Rang raliya karle tu bande Rang raliya karle tu bande Tarsegi phir kaya Jane wale ye jawani char din ki Ye jawani char din ki Ye jawani char din ki. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Madhusudan Acharya. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.