Tu Hai Mera Prem Dewta by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Album: Single
Music:Omkar Prasad Nayyar
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Label:Saregama
Genre:Classical
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Tu Hai Mera Prem Dewta lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Kalpana (1960). The music of Tu Hai Mera Prem Dewta Classical track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.
Namaska mahadev
Namaskar natraj
Kala pujaran aayi hai
In charno mein aaj
Namaskar bhagwan ko aaj
Jisne banaayi preet
Ek devta do pujarane
Kiski hogi jeet
Tu hai meraa prem dewta
Tu hai meraa prem dewta
In charnon ki daasi hoon main
Man ki pyaas bujhaane aayi
Man ki pyaas bujhaane aayi
Antarghat tak pyaasi hoon main
Tu hai mera prem dewta
Main gauri tu kanth hamaara
Main ganga tu meraa kinara
Main gauri tu kanth hamaara
Aaa
atozlyric.com
Main gauri tu kanth hamaara
Main gangaa tu mera kinaara
Ang lagaao pyaas bujhaao
Ang lagaao pyaas bujhaao
Nadiyaa ho kar pyaasi hoon main
Man ki pyaas bujhane aayi
Man ki pyaas bujhane aayi
Antarghat tak pyaasi hoon main
Tu hai mera prem dewta
Dam dam dam dam damroo baaje
Main naachoon shankar ke aage
Dam dam dam dam damroo baaje
Aaa
Dam dam dam dam damroo baaje
Main naachoon shankar ke aage
Ho ke rahegi jeet usi ki
Ho ke rahegi jeet usi ki
Jiski kala se shankar jaage
Man ki pyaas bujhane aayi
Man ki pyaas bujhane aayi
Antarghat tak pyaasi hoon main
Tu hai mera prem dewta
Tu hai mera prem dewta.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Tu Hai Mera Prem Dewta lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.