Ye Mere Hai by Naseem Akhtar, Surendra song Lyrics and video
Artist: | Naseem Akhtar, Surendra |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Govind Ram |
Lyricist: | Brajendra Gaud |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ye Mere Hai lyrics, the song is sung by Naseem Akhtar, Surendra from Ratnavali (1945). The music of Ye Mere Hai Romantic track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by Brajendra Gaud. Ye mere hai Ye mere hai main inki hoon Ye mere hai main inki hoon Kaisa ye chitar bana ya hai Maine inko tan mann jeevan mein Rom rom mein paya hai Maine inko tan mann jeevan mein Rom rom mein paya hai atozlyric.com Mere prano mein bar bar Khil uthta hai arman naya Mere prano mein bar bar Khil uthta hai arman naya Main jan gaya main maan gaya Kya jan gaye kya mann gaye Kis aur tumhara dhyan gaya Jo chhupa rahe the tum mujhse Wo bhed aaj main jan gaya Jo chhupa rahe the tum mujhse Wo bhed aaj main jan gaya Tumne to mann ke rango se Tumne to mann ke rango se Pritam ka chitar banaya hai Tumne to mann ke rango se Pritam ka chitar banaya hai Maine ras bhari umango se Sajan ka chitar sajaya hai Maine ras bhari umango se Sajan ka chitar sajaya hai Bas gaya tumhre naino mein Ye bhavo ka maidan naya Main jan gaya main maan gaya Main dekh raha hoon jaise jaise Chitar pura hota hai Main dekh raha hoon jaise jaise Chitar pura hota hai Samjhane par bhi bar bar Mera mann dhiraj khota hai Samjhane par bhi bar bar Mera mann dhiraj khota hai Tum bhula na dena kahi mujhe Tum daya ho bhagwan naya Main jan gaya main maan gaya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Mere Hai lyrics in Hindi by Naseem Akhtar, Surendra, music by Govind Ram. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.