Na Zulm Na Zalim Ka by Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | T-Series |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Na Zulm Na Zalim Ka lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz from Hukumat (1987). The music of Na Zulm Na Zalim Ka Motivational track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Verma Malik. Zulm karne se bura hain Zulm sahan karana Dar ke jeene se achchha hain Samane ladake marna Naa zulm naa zalim Kaa adhikar rahega Duniya mein kuchh rahega Toh bas pyar rahega Utha ke milake neend se Tum sabko jaga do Iss hath se uss hath ko Tum sath mila do Sachchayi se tum jhuth Ki buniyad hila do Aur waqt ki aawaaz se Aawaaz mila do Janta ke hath mein Hi ikhtiyar rahega Duniya mein kuchh rahega atozlyric.com Naa aadami kaa aadami gulam rahega Naa seena zori aur naa intakam rahega Bure kaa naa aagaj naa anjam rahega Jo baki raha toh kuda kaa naam rahega Kuda kaa nam raha toh sansar rahega Duniya mein kuchh rahega. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Na Zulm Na Zalim Ka lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.