Jawani Ka Guzra Zamana by Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Anjaan
Label:Polydor
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jawani ka guzra zamana
Jawani ka guzra zamana
Mujhe yad aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Mera mehman walla hai
Meri jan walla
Ho gaya kurban walla
Kya maja aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Mera mehboob allah
Mila kya khub allah
Gaya dil dub allah
Kya nasha chhane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Kya chand utra jami pe
Kya rat hai ilahi
Kya rat hai ilahi
Humko mila jo woh teri
Saugat hai ya ilahi
Rukh e roshan se
Utha jo parda
Tere jalwo se ye mera
Dil ye jagmagane laga
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Yu apni basti me lake
Na chhed bate banake
Na chhed bate banake
Ab sharam kaisi tujhe mai
Laya hu dulhan banake
Mai to sharmau haye mari jau
Mera deewana sanam
Ye kya sitam dhane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Allah nagar se bachaye
Jodi lage kitni pyari
Jodi lage kitni pyari
Humpe rahe tera chhaya
Bas ye dua hai hamari
Ya khuda maine jo dua mangi
Meri dua ka aaj asar aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Jawani ka guzra zamana
Mujhe yad aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Lyrics (Hindi)

'जवानी का गुज़रा ज़माना' | JAWANI KA GUZRA ZAMANA LYRICS IN HINDI: The song "Jawani Ka Guzra Zamana" is sung by Asha Bhosle , Kishore Kumar and Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Sanjeev Kumar, Jeetendra, Sulakshana Pandit and Neetu Singh starrer film Waqt Ki Deewar (1981) , directed by Ravi Tandon. JAWANI KA GUZRA ZAMANA song was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) , with lyrics written by Anjaan .

About: Jawani Ka Guzra Zamana lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.