Aaj Jo Ladki Bahu Bani Hain by song Lyrics and video
Artist: | |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Surender Kohli |
Lyricist: | Kulwant Jani |
Label: | |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aaj Jo Ladki Bahu Bani Hain lyrics, the song is sung by from Bahu Beta Aur Maa (1992). Aaj Jo Ladki Bahu Bani Hain Playful soundtrack was composed by Surender Kohli with lyrics written by Kulwant Jani. Aaj jo ladki bahu bani hain Kal woh saas banegi Yahin kahani is duniya ki Hai aur yahin rahegi Saas jo bhi hogi aisi wasi Saas jo bhi hogi aisi wasi Ke logo uski Logo uski chhutti Karenge hum jaake Logo uski chhutti Karenge hum jaake Ab na sahenge zulm kisi ke Hum sasuraal mein jaake Int ka badla patthar se Ham lenge thik bahjake Sadiyo se jo hota aaya Is yug mein nahi hoga Ab khayegi yeh jawani In bhddhiyo se dokha In bhddhiyo se dokha Are re in bhddhiyo se dokha In bhddhiyo se dokha Are re in bhddhiyo se dokha atozlyric.com Sadiyo ka yeh dastoor purana Tode yeh aaj ki chhori Aankh dikhaye rob jamaye Kare yeh sina zori Chori yeh ghar mein aakar Soche hum par huk chalna Waqt ki suiyo ko yeh Chahe ulta aaj ghumana Ulta aaj ghumana Are re ulta aaj ghumana Ulta aaj ghumana Are re ulta aaj ghumana Bahu jo bhi hogi aisi wasi Bahu jo bhi hogi aisi wasi Ke logo uski Logo uski chhutti Karenge hum jaake Logo uski chhutti Karenge hum jaake Saas boori hoti hai nahi Dulhan aane wali Duji tiji hoti hai yeh Aag lagane wali Kabhi padosan hti hai yeh Kabhi yeh rishtedari Isi iye to har ek ghar Mein phaili yeh bimaari Is se bachne ka hai Sabse achha ek hi gyan Kabhi kisi ki baato par Na dhare yeh doni dhyan Chhoti moti baate kyun Na aaps mein niptaye Kaun sa ghar hai aisa Jis mein bartan na takraye Bartan na takraye Arey bhai bartan na takraye Bartan na takraye Arey bhai bartan na takraye. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Jo Ladki Bahu Bani Hain lyrics in Hindi by , music by Surender Kohli. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.