Tu Na Aaya Aur Hone Lagi by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tu Na Aaya Aur Hone Lagi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aasha (1957). The music of Tu Na Aaya Aur Hone Lagi Playful track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Tu na aaya aur Hone lagi shaam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Tu na aaya aur Hone lagi shaam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re atozlyric.com Dekhun kab tak Piya main teri raah re Dekhun kab tak Piya main teri raah re Meri tak tak ke Haari nigaah re Meri tak tak ke Haari nigaah re Raat hai aa rahi Raat hai aa rahi Main to ghabraa rahi Kya karun ke dur Hai mera gaaon re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Tu na aaya aur Hone lagi shaam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Aaa aaa aaa Kaise kaise main Chhupte chupaate aayi Kaise kaise main Chhupte chupaate aayi Chupte aayi saari duniya Se nazren bachake aayi Saari duniya se nazren Bachake aayi chupte aayi Dil ki dhadkan badhi Dil ki dhadkan badhi Har kadam par dari Ho na jaaun kahin Main badnaam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Tu na aaya aur Hone lagi shaam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Kaise ghadiyaan Bitaaun intezaar ki Kaise ghadiyaan Bitaaun intezaar ki Aaja dun main Duhaayi tere pyaar ki Aaja dun main Duhaayi tere pyaar ki Ab to surat dikha Ab to surat dikha Saawle aa bhi jaa Dekh kab se pukaarun Tera naam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Tu na aaya aur Hone lagi shaam re Saawariya main khadi Rahun ke chali jaaun re Saawariya saawariya O saawariya saawariya Saawariya o saawariya Saawariya o saawariya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tu Na Aaya Aur Hone Lagi lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.