Puraane Chaahne Walon Se by G. M. Durrani, Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | G. M. Durrani, Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bulo C. Rani |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti, Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Puraane Chaahne Walon Se lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Shamshad Begum from Nazaare (1949). Puraane Chaahne Walon Se Masti, Playful soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Rajendra Krishan. Puraane chaahne walon se Kyu aankhe churaate ho Kiya tha hamse wada Aur unke sath jate ho Na tumse jan na pahchan Na kuch wasta apna Gale padne se kya hasil hai Pakdo rashta apna atozlyric.com Kiraye par liya hai suit Kyu dhokhe mein aate ho Kiraye par liya hai suit Kyu dhokhe mein aate ho Wahi ho tum zamane bhar ne Ek din jisko thukraya Wahi ho tum zamane bhar ne Ek din jisko thukraya Zamane bhar ke thukraye ko Mere dil ne apnaya Ye sewa hai tumhara dil Laga kar bhul jate ho Ye sewa hai tumhara dil Laga kar bhul jate ho Mohabbat ka zamana hai Mohabbat ke nazare hai Mohabbat ka zamana hai Mohabbat ke nazare hai Dilo mein hasrate betab Aankho mein ishare hai Dilo mein hasrate betab Aankho mein ishare hai Isharo hi isharo mein Kisi ka dil jalate ho Isharo hi isharo mein Kisi ka dil jalate ho Bhari mahfil mein lede ke Hamara dil akela hai Bhari mahfil mein lede ke Hamara dil akela hai Hamari ghar mein virani Yahaan pariyo ka mela hai Hamari ghar mein virani Yaha pariyo ka mela hai Tumhare paas hum aate hai Aur tum door jaate ho Tumhare paas hum aate hai Aur tum door jaate ho Na ro aye rone wale Pyar lekar main chali aayi Na ro aye rone wale Pyar lekar main chali aayi Tumhe meri kasam Ab chup raho kyun dil dukhate ho Tumhe meri kasam Ab chup raho kyun dil dukhate ho. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Puraane Chaahne Walon Se lyrics in Hindi by G. M. Durrani, Shamshad Begum, music by Bulo C. Rani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.