Kyon Darti Ho Jaan E Tamanna by Alka Yagnik, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | S.R.Rajan |
Lyricist: | Sudhakar Sharma |
Label: | Universal |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kyon Darti Ho Jaan E Tamanna lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Jaan Pe Khelenge Hum (2001). The music of Kyon Darti Ho Jaan E Tamanna Romantic track is composed by S.R.Rajan while the lyrics are penned by Sudhakar Sharma. Mm mm mm mm Kyon darti ho jaane tamanna Kyon darti ho jaane tamanna Jaan pe khelenge hum Sanam kabhi tum na darna, tum na darna Saath mein jab hain hum Sanam kabhi tum na darna, tum na darna Saath mein jab hain hum Jeete hain tum pe jaane tamanna Jeete hain tum pe jaane tamanna Marte hain tum pe hum Piya kabhi door na jaana, door na jaana Saath nibhaana tum Piya kabhi door na jaana, door na jaana Saath nibhaana tum Aa aa aa aa aa atozlyric.com Chaahe toofaan pe toofaan aaye Chaahe mushkil mein jaan pad jaaye Darrna nahin jaanam Reh rehke mann ghabraaye Jaane kyoon dil darr jaaye Kaisi hai yeh uljhan Saath jeeyenge saath marenge Saath jeeyenge saath marenge Vaada raha yeh sanam Sanam kabhi tum na darrna, tum na darna Saath mein jab hain hum Piya kabhi door na jana, door na jana Saath nibhaana tum Aa aa, aa aa, aa aa aa aa Nas nas mein tum rehte ho Rag rag mein tum behte ho Tumse hi hai tan mann Tumse hi hai apni saansein Tumse hi apna dil hai Tumse hi hai dhadkan Pyar kiya hai pyar karenge ho Pyar kiya hai pyar karenge Judaa na honge hum Piya kabhi door na jaana, door na jaana Saath nibhaana tum Piya kabhi door na jaana, door na jaana Saath nibhaana tum Kyoon darti ho jaane tamanna ho Kyoon darti ho jaane tamanna Jaan pe khelenge hum Sanam kabhi tum na darna, tum na darna Saath mein jab hain hum Piya kabhi door na jaana, door na jaana Saath nibhaana tum Kyoon darrti ho jaane tamanna Jeete hain tum pe jaane tamanna. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kyon Darti Ho Jaan E Tamanna lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Udit Narayan, music by S.R.Rajan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.