Aansu Na Baha by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Lachhiram Tamar |
Lyricist: | Pandit Gaafil |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aansu Na Baha lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Guru Ghantal (1956). Aansu Na Baha Sad soundtrack was composed by Lachhiram Tamar with lyrics written by Pandit Gaafil. Aansu na baha kar yaad use Jo is sansar ka nata hai Jo is sansar ka nata hai Mayus na ho is duniya ke Jo bigde kaam banata hai Wo bigde kaam banata hai Rakh aash usi par tu bande Rakh aash usi par tu bande Kashti ko bhawar mein jane de Kashti ko bhawar mein jane de Phir dekh teri naiya ko Wo kaise paar lagata hai Wo kaise paar lagata hai Jo hota hai tu hone de Anhoni bat na hogi kabhi Na hogi kabhi Jo unke sahare jite hai Wo unki laaz bachata hai Wo unki laaz bachata hai Hai mann mein sacha pyar agar To milega mann ka meet tujhe Wo jeevan ki phulwari mein Aasha ke phool khilata hai atozlyric.com Jo unke sahare jite hai Wo unki laaz bachata hai Wo unki laaz bachata hai Aansu na baha kar yaad use Jo is sansar ka nata hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aansu Na Baha lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Lachhiram Tamar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.