Hum Jaan Gaye Sarkar by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Hum Jaan Gaye Sarkar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Love Marriage (1959). The music of Hum Jaan Gaye Sarkar Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Hum jaan gaye sarkar
Tum lakh karo inkaar
Hum jaan gaye sarkar
Tum lakh karo inkaar
Chehre se pasina pochiye
Ho gaya hai tumko pyar
Ho ho hum jaan gaye
Sarkar tum lakh karo inkaar
Chehre se pasina pochiye
Ho gaya hai tumko pyar
Ho ho hum jaan gaye sarkar
Kyo husn ki dekh ke
Chaal ho jaate ho behal
Aankhe bhi tumhari lal
Piya kishne jadu daal
Ha hamse to kaho kuch
Haal ha kyo bikhre hai ye baal
Tum lakh bano hoshiyar
Karti hai nazar iqraar
Tum lakh bano hoshiyar
Karti hai nazar iqraar
Chehre se pasina pochiye
Ho gaya hai tumko pyar
Ho ho hum jaan gaye sarkar
Hai rang bhari ye sham
Baadal ka chalkta jaam
Bijli bhi karti salam mausam
Bhi deta hai paiyaam haa
Ish dil ko yu na thaam ha
Kahi pyar na ho badnaam
Kish waqt ho aankhe char
Chadta ha thanda bukhar
Kish waqt ho aankhe char
Chadta ha thanda bukhar
Chehre se pasina pochiye
Ho gaya hai tumko pyar
Ho ho hum jaan gaye sarkar
atozlyric.com
Main nadiya tum tofaan
Main dil hu tum armaan
Tum bansi aur main
Taan duniya bhi aaj jawaan
Ha aankhon ka ye raaj
Jaanha mere sharmile mehman
Lo aanchal ki patwar
Ban jao khewanhar
Lo aanchal ki patwar
Ban jao khewanhar
Chehre se pasina pochiye
Ho gaya hai tumko pyar
Ho ho hum jaan gaye sarkar
Tum lakh karo inkaar
Chehre se pasina pochiye
Ho gaya hai tumko pyar.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Hum Jaan Gaye Sarkar lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.