Teri Tarif Karte Hain by Anup Jalota song Lyrics and video
Artist: | Anup Jalota |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anup Jalota |
Lyricist: | Rahi Kanpur |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Teri Tarif Karte Hain lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Takhai -Yul (1985). The music of Teri Tarif Karte Hain Ghazal track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by Rahi Kanpur. Ye tere phool se gaalo pe jo kaala til hain Ye tere phool se gaalo pe jo kaala til hain Tum ko maloom nahin hain ke ye mera dil hain atozlyric.com Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Tere ghesu tere abroo teri aankhein ye lab tere Tere ghesu tere abroo teri aankhein ye lab tere Jo dil ko lut le jaaye woh teri dil numaayi hain Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Hazaro ki tarah sunle teri rushwai ke darr se Hazaro ki tarah sunle teri rushwai ke darr se Teri tasveer humne bhi kitabo mein chhupai hain Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Teri masoom surat ke yahin tarif hain sunle Teri masoom surat ke yahin tarif hain sunle Jabaan pe hain yahin sab ke Khudai hain khudai hain Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Maraj ye ishq ka aisa laga ke phir nahin chhuta Maraj ye ishq ka aisa laga ke phir nahin chhuta Duaan bhi humne ki raahi dawa bhi aazmai hain Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Tarif Karte Hain lyrics in Hindi by Anup Jalota, music by Anup Jalota. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.