Aaj Ki Taza Khabar by Jaspal Singh song Lyrics and video
Artist: | Jaspal Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Raamlaxman (Vijay Patil) |
Lyricist: | Pandit Sudarshan |
Label: | T-Series |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaj Ki Taza Khabar lyrics, the song is sung by Jaspal Singh from Paththar (1985). Aaj Ki Taza Khabar Motivational soundtrack was composed by Raamlaxman (Vijay Patil) with lyrics written by Pandit Sudarshan. Zinda akhbar hoon main Zulm ka shiakr hoon main Zinda akhbar hoon main Zulm ka shiakr hoon main Ek bebas satai huyi Abla ki pukar hoon main Dhundta hain dhundta hai ek Bhai bahan ko agar dagar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar atozlyric.com Koi papi kuchal Gaya hain ek rakhi ko Liye suni kalai Ek bhai rota hain Sochne jaisi bat Hai ke aaj duniya mein Din dahade jo Bebaso pe sitam hota hain In hawao mein In hawao mein kisne Ghol diya hain ye jahar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Is aurat khilona Ban gayi hain duniya mein Koi bhi uski abru se Khel jata hain Bhul ajta hai admi Ke uska aurat se Maa bahan beti ke jaisa Pawitar nata hain Tute sapno se Tute sapno se ye Riste kahi na jaye bikhar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Bhid mein koi kho Gaya dhundta koi Shor itna hain ke Awaz doob jati hain Koi bhai jo wada Apna yaad karta hain Bahan ki doli Aankho mein Ubhar aati hain Mere malik Mere malik garib ki Duao ko de asar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Ki Taza Khabar lyrics in Hindi by Jaspal Singh, music by Raamlaxman (Vijay Patil). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.