Tere Tire Nazar Ka by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Omkar Prasad Nayyar |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tere Tire Nazar Ka lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Bhagam Bhag (1956). The music of Tere Tire Nazar Ka Masti track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Tere tire nazar ka Balam dil nishana huwa Teri meri mohabbat kaa Aaj ek fasana huwa Naam sunate hi tera Sanaam mai deewana huwa Tujhko dil me basaye huye Ek jamana huwa Balama teri nazar se nazar jo mili Phul banane lagi mere dil ki kali Balama teri nazar se nazar jo mili Phul banane lagi mere dil ki kali Tum jo hamse mile Shikawe dil ke chale Lab se niakli sada Teri meri mohabbat kaa Aaj ek fasana huwa Naam sunate hi tera Sanaam mai deewana huwa Kuchh naa apni khabar Hai naa dil kaa pata Teri bato ne kaisa Yeh jadu kiya Kuchh naa apni khabar Hai naa dil kaa pata Teri bato ne kaisa Yeh jadu kiya Dal kar ek nazar Chhina meraa jigar Tune o dilruba Naam sunate hi tera Sanaam mai deewana huwa Tere tire nazar kaa Balam dil nishana huwa Mil gaye ho toh phir Abb naa hona juda Meri sanso me aa Mere dil me sama Mil gaye ho toh phir Abb naa hona juda Meri sanso me aa Mere dil me sama Koyi hamse sune ha Yeh kya chij hai Teri jalim ada teri Meri mohabbat kaa Aaj ek fasana huwa Naam sunate hi tera Sanaam mai deewana huwa Jhumata hu tera jame ulfat piye Bhul baitha jamane ko tere liye Jhumata hu tera jame ulfat piye Bhul baitha jamane ko tere liye atozlyric.com Bhulana naa mujhe Abb deewane ko hai Ek tera aasara Naam sunate hi tera Sanaam mai deewana huwa Tujhko dil me basaye Huye ek jamana huwa Tere tire nazar ka Balam dil nishana huwa Teri meri mohabbat kaa Aaj ek fasana huwa. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tere Tire Nazar Ka lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.