Buddha Kya Jawano Se Kam Ha by Alka Yagnik song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Raamlaxman (Vijay Patil) |
Lyricist: | Dev Kohli |
Label: | Venus Records |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Buddha Kya Jawano Se Kam Ha lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Dil Ki Baazi (1993). The music of Buddha Kya Jawano Se Kam Ha Masti track is composed by Raamlaxman (Vijay Patil) while the lyrics are penned by Dev Kohli. Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Kya masti hai kya takat hai Kya furti hai kya himmat hai Tuta mera sara bharam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kaam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Dekho mere dil mein kaisi halchal macha di Hui main deewani aisi halat bana di Dekho mere dil mein kaisi halchal macha di Hui main deewani aisi halat bana di Samjhi main pata tha ye to bamb hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe me bada dam hai Buddha hai begana par ye lagta hai apna Sach hai ya koi maine dekha hai sapna Buddha hai begana par ye lagta hai apna Sach hai ya koi maine dekha hai sapna Kahne me mujhe kya sharam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai atozlyric.com Lagta hai ye buddha par buddha nahi hai Hai ye koi aur mere dil ko yaki hai Lagta hai ye buddha par buddha nahi hai Hai ye koi aur mere dil ko yaki hai Jaisa bhi hai dil ka naram hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Kya masti hai kya takat hai Kya furti hai kya himmat hai Tuta mera sara bharam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe mein bada dam hai Buddha kya jawano se kam hai Haye ram buddhe meiin bada dam hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Buddha Kya Jawano Se Kam Ha lyrics in Hindi by Alka Yagnik, music by Raamlaxman (Vijay Patil). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.