Aa Bhi Jao Zindagi by Chandan Dass song Lyrics and video
Artist: | Chandan Dass |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chandan Dass |
Lyricist: | Yamini Dass |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aa Bhi Jao Zindagi lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Jaan- E- Ghazal (2006). Aa Bhi Jao Zindagi Ghazal soundtrack was composed by Chandan Dass with lyrics written by Yamini Dass. Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aa bhi jao ke zindagi kam hai Tum nahi ho to har khushi kam hain Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aa bhi jao ke zindagi kam hai atozlyric.com Waada karke ye kaun aaya nahi Waada karke ye kaun aaya nahi Waada karke ye kaun aaya nahi Sheher mein aaj roshani kam hain Sheher mein aaj roshani kam hain Tum nahi ho to har khushi kam hain Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aa bhi jao ke zindagi kam hai Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko Dhoop jyaada hain chaandani kam hain Dhoop jyaada hain chaandani kam hain Tum nahi ho to har khushi kam hain Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aaina dekh kar khayaal aaya Aaina dekh kar khayaal aaya Aaina dekh kar khayaal aaya Aaj kal unki dosti kam hain Aaj kal unki dosti kam hain Tum nahi ho to har khushi kam hain Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aa bhi jao ke zindagi kam hai Tere dam se hi main mukamall hoon Tere dam se hi main mukamall hoon Tere dam se hi main mukamall hoon Bin tere teri yaamini kam hain Bin tere teri yaamini kam hain Tum nahi ho to har khushi kam hain Aa bhi jao ke zindagi kam hai Aa bhi jao ke zindagi kam hai Zindagi kam hai, zindagi kam hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aa Bhi Jao Zindagi lyrics in Hindi by Chandan Dass, music by Chandan Dass. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.