Bachpan Ka Haseen Manzar by Shishir Parkhie song Lyrics and video
Artist: | Shishir Parkhie |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shishir Parkhie |
Lyricist: | Koshish |
Label: | Saregama |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bachpan Ka Haseen Manzar lyrics, the song is sung by Shishir Parkhie from Siyahat: A Journey Through Emotions (2013). The music of Bachpan Ka Haseen Manzar Ghazal track is composed by Shishir Parkhie while the lyrics are penned by Koshish. Bachpan ka haseen manzar Suhaana yaad aata hain Musalsal phir wahin kissa Purana yaad aata hain Bachpan ka haseen manzar Suhaana yaad aata hain atozlyric.com Chhupakar maa ke aanchal mein Har ek ghum ko bhula dena Chhupakar maa ke aanchal mein Har ek ghum ko bhula dena Woh joothe zakham par Marham lagana yaad aata hain Woh joothe zakham par Marham lagana yaad aata hain Huyi muddat ke kuchh rishatey Bigad ke phir nahi bante Huyi muddat ke kuchh rishatey Bigad ke phir nahi bante Woh lamho mein khaffa hona Mana na yaad aata hain Woh lamho mein khaffa hona Mana na yaad aata hain Muhalif se sabhi chehare hain Apno ke parayo ke Muhalif se sabhi chehare hain Apno ke parayo ke Woh har chehare ko hi Apna bana na yaad aata hain Woh har chehare ko hi Apna bana na yaad aata hain Musalsal phir wahin kissa Purana yaad aata hain Bachpan ka haseen manzar Suhaana yaad aata hain Adhure khwab se bojhil si Raat so nahi paati Adhure khwab se bojhil si Raat so nahi paati Woh har sab khwaab ke bistar Sajhana yaad aata hain Woh har sab khwaab ke bistar Sajhana yaad aata hain Parstish bhi tizarat hi Khudaya hain umeedon ki Parstish bhi tizarat hi Khudaya hain umeedon ki Woh misari ki daliko sar Jhukana yaad aata hain Woh misari ki daliko sar Jhukana yaad aata hain Jahan ke shor mein Apni sada bhi sun nahi paate Jahan ke shor mein Apni sada bhi sun nahi paate Woh lori ka muqaddasa Tarana yaad aata hain Woh lori ka muqaddasa Tarana yaad aata hain Musalsal phir wahin kissa Purana yaad aata hain Bachpan ka haseen manzar Suhaana yaad aata hain Ye chaandi ke ye sone ke Khilone be murabat sab Ye chaandi ke ye sone ke Khilone be murabat sab Woh mitti ke khilono ka Khazana yaad aata hain Woh mitti ke khilono ka Khazana yaad aata hain Nigahon mein hain uljhan si Dilo par khof ke saaye Nigahon mein hain uljhan si Dilo par khof ke saaye Woh befikari mein din apne Bitana yaad aata hain Woh befikari mein din apne Bitana yaad aata hain Na tum tum ho na hum hum hain Na phir se woh samma hoga Na tum tum ho na hum hum hain Na phir se woh samma hoga Magar koshish humein Ghuzra zamana yaad aata hain Magar koshish humein Ghuzra zamana yaad aata hain Musalsal phir wahin kissa Purana yaad aata hain Bachpan ka haseen manzar Suhaana yaad aata hain Bachpan ka haseen manzar Suhaana yaad aata hain Suhaana yaad aata hain Suhaana yaad aata hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bachpan Ka Haseen Manzar lyrics in Hindi by Shishir Parkhie, music by Shishir Parkhie. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.