Bapu Ki Amar Kahani (Title) by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Patriotic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bapu Ki Amar Kahani (Title) lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Bapu Ki Amar Kahani (1948). Bapu Ki Amar Kahani (Title) Patriotic soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Rajendra Krishan. Suno suno aye duniya waalon Bapu ki ye amar kahani Woh bapu jo pujya hai Itna jitana ganga maa ka paani Suno suno aye duniya waalon Bapu ki ye amar kahani Tees janwari shaam ko Bapu birla ghar se baahar aaye Praarthna asthaan ki jaanib Dheere dheere kadam badhaaye Lekin us din honi apna Roop badalkar aayee Aur ahinsa ke seene par Hinsa ne goli barsaayee Bapu ne kaha raam raam Aur jag se kiya kinaara Raam ke mandir mein jaa Pahuncha shri raam ka pyaara Jao bapu jao bapu Rahega naam tumhaara Jab tak chamke chaand Sitaare chamke kaam tumhaara Bapu tumne praan diye Aur maut ki shaan badhaayee Tumne apna khoon diya Aur prem ki jyot jalaayee atozlyric.com Jai bapu ki jai gandhi ki Bolo sab jan jai gandhi Jis ne hindi muslim mein Ik dor pyar ki bandhi Yaad rahe bapu ki kahani Bhool naa is ko jaayen hum Bapu ne jo diya jalaaya Uski jyot badhaaye hum Jai bapu ki jai gandhi ki Bolo sab jan jai gandhi Jai bapu ki jai gandhi ki Bolo sab jan jai gandhi Jai gandhi jai gandhi Jai gandhi jai gandhi jai gandhi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bapu Ki Amar Kahani (Title) lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.